Search This Blog

Translate

11/23/2017

Fakemail hijacking /hacking Hindi urdu

Fake Mail Hacking

Hello Dosto Aapko Pta He Ki Mail Ke Through Bhi Bank Accounts or Email Accounts Etc..
Hack Kiye Jate He, Agar Nhi to Aaj Aap Jaan Lenge, Dosto Aaiye Phele Smz Lete He Ki Ye He Kya.

Example-
Aap Soch Kr Dekho, Agar Aapke Teacher Ke Pass Aapki Mail ID Se Koi Mail Chla Jaye Jis Me Adult Content Ho.
Ya Kuch or Jo Bhaut Danger Ho. or Aapne Wo Mail Nhi Kiya Ho. to Aapka Kya Hoga.

Dosto Ye Fake Mail Se Hota. or Ye Jyadatar Bank Accounts Hack Krney Ke Liye Kiya Jata He.

Means Attacker Bank Ke Mail Address Se Aapko Mail Krta He. or Usme Kuch Likha Hota He Ki Aapke Credit Card Me Koi Problem He.

To Aapko Credit Card Number or All Details Mail Krni Hongi, Nhi to Aapka Account BlockKiya Ja Skta He.

To Dosto Esse Me Koi Bhi Apni Sari Details Attacker Ko De Deta He or Unka Account Hack Ho Jata He.

Example 2 -
Kisi Attacker Ne Aapki Information Nikal Li Ki Aap Job Find Kr Rhey He. or Aapne Kisi Bdi Company Jese Microsoft Me Apply Kiya He.
to Koi Aapko Microsoft Ki Mail ID Se Aapko Mail Krta He Ki, Aapko Is Account Number Me Itne Rupees Transfer Krney He. or Aapki Job Fix Ho Jayegi.
to Esse Me Koi Bhi Attacker Ke Account Me Pese Transfer Kr Dega.

to Dosto Essi Kisi Mail Ke Reply Krne Se Phele Savdhan Krey.

Fakemail site free nahi malay gi site kay liay moj say Facebook par connect karo

My YouTube channel
Subscribe my YouTube channel
My website
Ittricksmaster.blogspot.com

My Facebook page

My Facebook profile

Connect me on Facebook

No comments:

Post a Comment